mumkin nahi tumhe har jagah hum milenge
Zindagi mein hamesha naye dost to milenge, kahi zyada to kahin kum milenge. Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
Zindagi mein hamesha naye dost to milenge, kahi zyada to kahin kum milenge. Aitbaar zara soch kar karna, mumkin nahi tumhe har jagah HUM milenge.
Do pal ki zindagi yunhi beet jayegi Kaali raat ke baad nayi subah aayegi Agar doston ki yaad satayegi To kasam se aapki yaad sabse pehle aayegi.
Akaash ke taaron mein khoya hai jahan saara,Lagta hai pyara ek ek taara.Un taaron mein sabse pyara hai ek sitara,Jo is waqt padh raha hai SMS hamara