Sardar ki biwi romantic mood main
Sardar ki biwi romantic mood main poorey bed par bazu pheilakar lait k boli “kuch samjhe”? Sardar: Haan, kameeni. Tu purey bed pr akeli sona chahti hai.
Sardar ki biwi romantic mood main poorey bed par bazu pheilakar lait k boli “kuch samjhe”? Sardar: Haan, kameeni. Tu purey bed pr akeli sona chahti hai.
Ek Sardar Car Main Battery Lagwane Gaya, Mechanic Ne Poocha EXIDE Ki Lagaun? Sardar Bola Baar Baar Kaun Aye Ga Dono Side Ki Lagade!
Do pal ki zindagi yunhi beet jayegi Kaali raat ke baad nayi subah aayegi Agar doston ki yaad satayegi To kasam se aapki yaad sabse pehle aayegi.
Laloo: to his P.A.- Itne khiladi kyun football ko laat mar rahe hai? P.A.: Goal kar ne k liye. Laloo: Sasra ye Ball to pahle se hi gol hai aur kitna gol karenge.!!
Arz kiya hai: Bahaar aane se pehle fiza aa gayi, ki bahaar aane se pehle fize aa gayi, Aur phool khilne se pehle… bakri kha gayi.
Ye safar dosti ka kabhi khatam na hoga doston se pyar kabhi kum na hoga, door rehkar bi agar ate rahe SMS ap ke, humain kabhi bicharne ka gam na hoga
Milne ki khushi hai ya bichadne ka gum, Ankhon mein aansu hai ya udas hai hum, Kaise kahain k kaise hain hum, Bas itna samaj lena k tum bin bohat akele hai hum
Rulana Har Kisi Ko Ata Hai Hasana Har Kisi Ko Ata Hai Rula K Jo Mana Le Wo Sacha Yar Hai Or Jo Rula K Khud Bi Aansu Bahaye “Wo Sacha Pyar Hai”
Baar baar yeh din aaye, baar baar yeh dil gaaye, tu jiye hazaro saal, yehi hai meri aarzoo, Happy Birthday To You.